شاعری ہب / نعت / خاک سورج سے اندھیروں کا ازالہ ہوگا

خاک سورج سے اندھیروں کا ازالہ ہوگا

Khaak Sooraj se Andheron ka Azaala Hoga

فونٹ سائز:
100%
پس منظر:

خاک سورج سے اندھیروں کا ازالہ ہوگا

آپ آئیں تو میرے گھر میں اجالا ہوگا

حشر میں ہوگا وہ سرکار کے جھنڈے کے تلے

میرے سرکار کا جو چاہنے والا ہوگا

عشقِ سرکار کی اک شمع جلا لو دل میں

بعد مرنے کے لحد میں بھی اجالا ہوگا

جب بھی مانگو تو وسیلے سے انہی کے مانگو

اس وسیلے سے کرم اور دوبالا ہوگا

حشر میں اس کو بھی سینے سے لگایئں گے حضور

جس گنہگار کو ہر ایک نے ٹالا ہوگا

ماہِ طیبہ کی تجلی بھی نرالی ہوگی

آپ کے گرد بھی اصحاب کا بالا ہوگا

صلہ نعت نبی پائے گا جس دن خالدؔ

وہ کرم دیکھنا تم دیکھنے والا ہوگا

Khaak Sooraj Se Andheron Ka Azaala Hoga

Aap Aaye To Mere Ghar Me Ujaala Hoga

Ishqe Sarkaar Ki Ik Shamma Jalaalo Dil Mein

Baad Marne Ke Lahad Mein Bi Ujaala Hoga

Jab Bhi Maango To Waseele Se Unhi Ke Maango

Is Waseele Se Karam Aur Do Bala Hoga

Hashr Mein Hoga Woh Sarkaar Ke Jhande Ke Tale

Meri Sarkaar Ka Jo Chaahne Waala Hoga

Hashr Mein Usko Bhi Seene Se Lagayenge Huzoor

Jis Gunahgaar Ko Har Ek Ne Taala Hoga

Silaa-e-naate Nabi Paaunga Jis Din Khalid

Woh Karam Dekh Na Tum Dekhne Waala Hoga

Hashr Mein Unka Har Ik Chaahne Waala Hoga

Mere Sarkaar Ka Aalam Hi Niraala Hoga

Aa Nahin Sakta Nazar Jalwaa-e Sarkaar Kabhi

Be-yaqini Ka Agar Aankh Mein Jaala Hoga

Kal Woh Sarkaar Ke Daaman Mein Nazar Aa-aey Ga

Jis Ko Aibon Ko Zamaane Ne Uchaala Hoga

Sar Jhukaa-e Ga Woh Sarkaar Ke Qadmon Mein Zaroor

Jis Ka Maqsood Bhi Allah T’ala Hoga

Hoga Seraab Sare Kausaro Tasnim Wohi

Jis Ke Haathon Mein Madine Ka Pyaala Hoga

Har Zaroorat Pe Kafaalat Ki Nazar Hai Teri

Aur Tujh Sa Na Koi Paalne Waala Hoga

Maahe Tai’bah Ki Tajalli Bhi Niraali Hogi

Aap Ke Gird Bhi Ashaab Ka Haala Hoga

Silaa-e Na’ate Nabi Paa-e Ga Jis Din, Khalid

Woh Karam Dekh Na Tum Dekhne Waala Hoga

نعت Urdu
Comment
خالد محمود نقشبندی
تعارفِ شاعر

خالد محمود نقشبندی

🏛️ کلاسیکی دور ⏳ 1940ء – 2020ء 📍 لاہور، پاکستان

خالد محمود نقشبندی (1941ء – 2018ء، کراچی) ممتاز نعت نگار اور علمی و ادبی شخصیت تھے۔ ان کی نعت 'یہ سب تمہارا کرم ہے آقا کہ بات اب تک بنی ہوئی ہے' اور درود و...

جواب دیں

آپ کا ای میل ایڈریس شائع نہیں کیا جائے گا۔ ضروری خانوں کو * سے نشان زد کیا گیا ہے